YouTube channel ko viral karne ki successful tips ?

YouTube tags

Hello dosto ,

Mai hoon Utkarsh aur guys aaj ke iss article me mai apko bataunga ki YouTube video pe sahi tarike se kaise lagaye jate hai.

To dosto iss samay YouTube par pehle se bahot jyada compatition ho gaya aur agar aapne abhi abhi apna channel banaya hai to aap bhi chahte honge ki aapka channel jaldi se monitize ho jaye aur bade youtubers ki tarah aapke video bhi viral ho,

To guys apne naye channel ko viral karne ke liye kuch tarike hote hai jisme se sabse pehli cheez hai,

1: TOPIC - to guys apne channel ko hit karane ke liye aapko sabse topic ko select karna ana chahiye jaise ki aap vo topics select kariye jiske baare logo ko jankaari bahot kam ya phir vo topic banaiye jo YouTube ki search pe chal rha ho yani ki vo topic jo trends pe ho.

2: CONTENT - Guys no. Second pe content iss liye hai kyuki guys agar aapka topic sahi hai to aapka content bhi accha hona chahiye kyuki jitna accha video aap banayenge utna hi logo ye pasand ayega aur agar aapka video sabko pasand aata hai to aapke views ke 30% bhi subscribe karte hai to iska matlab aapka channel grow kar rha hai.

3: Tag - Tags isame sabse main kyuki guys tags ka seedha connection hota hai topic se to guys aapko apne video pe tags kaise lagane vo mai batata hoo jaise ki aapne kisi game or video banaye hai to aap iss game ki company ko tag kar dijiye aur bade bade gamers tag kar dijiye jisse kya hoga ki agar koi aapke tags se related search karta hai to aaka video bhi neeche show karega.

4: Share - Guys share ek aisi cheez hai jo ki bahot jaruri hai har field me to guys aap apna video ko acche se share har social accounts pe share kare aur apne dosto se bhi share karaye jisse aapka video jitna share hoga utna logo tak pahochega.

5: Tittle - Dosto agar apne apna video bana liya hai aur usko acche se edit bhi kar liye hai to ab apko tittle sahi tarike likhna hoga kyuki guys tittle agar aapka sahi hai to log aapke video pe turant click karenge kyuki guys agar aapka video upload hota hai to notification bar pe aapke video ke tittle ke 4 sentence sabse pehle show karte hai jisko persons dekhte hai to guys tittle aisa lagaye jo attractive ho.

6: Thumbnail- Guys mai aapko bata doon ki agar aap chahte hai ki aapka video jyada se jyada log dekhe to aap apne thumbnail ko itna attractive banaiye ki audience ko dekhte hi iss par click karke dekhne ka man kare kyuki guys aap apne upar try kariye guys agar koi video hai jiska thumbnail bahot hi normal hai to kya aa iss video ko delhte hai nahi dekhte honge aap bhi usi video dekhte honge jiska thumbnail accha hota hoga to guys mai aapko bata rha hoon ki apne thumbnail ko attractive banaiye.

Enjoyed this article? Stay informed by joining our newsletter!

Comments
Utkarsh mishra - May 5, 2020, 5:17 AM - Add Reply

Mst

You must be logged in to post a comment.

You must be logged in to post a comment.

Related Articles
About Author