How To Make A Youtube Channel And Earn (A to Z Info)

 

 

How To Make A Youtube Channel And Earn (A to Z Info)

Hello Friends,aap aksar youtube use karte hein.Bohat hi maza aata hai youtube par kyunki wahan pe hum online videos daily pate hein without downloading. Magar kya aapko pata hai ki wo videos on our Kaise upload Karta hai.Aaj is post mein aapse issi ke bare mein baat karonga ki youtube channel hum kaise banayein aur ussay paise kaise earn kar sakte hein.So let's Begin.

 

Sabse Pehle aapke pass Ek working Google Account hone chahiye.Uske baad aapko youtube app mein jana hoga aur wahan par aapko sign in karna hoga issi google account se.

Sign in karne ke baad aap ko ek option mile ga "MY CHANNEL" aap wahan par click kijiye.Wahan par aap apni channel ka naam rakhiye aur agar kuch Logo or description dayna chahte ho apni channel ka to wo b rakh sakte ho.

 

Ab aapko sirf videos upload karne hein wo option b wahan par hi aapko mile ga..

Aapko copy videos upload nahi karne hein becoz unse na aap kch earn kar sakoo ge na hi views aayen ge.Apko khud Kisi b topic ke mutaliq video banana hai our essay achay tareqe say edit, Karna, hai.

Jab aapki channel Tachi grow hogi to 1000 Subscribers aur 4000 hours watch time ke bad aapka channel monetize Hoga Aur AAP earn Karna start karoge apni youtube channel se.

 

How to grow a youtube channel fast

1)Content: Dosto sab se Pehle apke video mein acha content hona chahiye.Us mein wo chez in hone chahiye jo interesting hoon our logo on ko information, entertainment, etc. daysakein.

Trending topics pe video Banane ki koshish sab se Pehle Karen.

 

Dosto kehte hein ki "First Impression Is The Last Impression." 2)THUMBNAIL: Thumbnail us photo ko bolte hein jo youtube video pe Laga hu hota hai. Jitna aka thumbnail attractive Hoga Utne zyaada logs apke videos pe click karenge aur ap ko bar poor subscribers aur views milenge.

Thumbnail aap kisi bi photo editing app se bana sakte hein.Mere choice hai PHOTO EDITOR.Ye app aapko playstore mein mile gi.

 

3)VIDEO EDITING: Dosto,jitne achay tareqay se apne apna video edit Kiya Hoga utna hi zyaada acha response apko upcoming videos mein mile ga. Video Editing ke liye AAP KINEMASTER or POWER DIRECTOR or FILMORA use kar sakte he.

4)#TAG & DESCRIPTION: Aap ko apne video ke Liye Ek acha sa description likhna Hoga his main AAP Apne video ki highlights likho gay.Is ke alawa aap facebook page,instagram etc. ki follow link bi daal sakte ho.TAG bohat important role play Karta hai youtube mein.Jab aap kisi bi cheez ke pehle # lagawoo gay to usko hashtag bolte hein.But ek baat ka dyaan rahe ki #tag ko use karte waqat aap SPACE mat dale.#Tags aap description mein use kar sakte hein.

 

Next topic mein hum apse aur tips share karenge.Umeed hai ki apko ye post pasand aaya hoga.Please is post ko zyaada se zyaada share kijiye.

 

How to make an attractive thumbnail for youtube videos

Jo photo Youtube video pe aati hai ussay Youtube Thumbnail kehte hein.Youtube Thumbnail ka bohat hi zyaada effect Hota hai Youtube Channel Ki Success par.

Agar Thumbnail acha ho to bohat zyaada log aapke videos ki Taraf attract honge jiske wajah se aapki channel viral hogi aur aapko about achay views bi aayenge.

 

But kya aapko pata hai ki simple method se youtube thumbnail Kaise banate hein.

To chaliye aaj hum isi ke bare mein baat karte hein.

 

Attractive thumbnail banaye ke liye sabse Pehle aapko Ek App Download Karni hai jiska Naam hai PHOTO EDITOR.

Ye App aapko playstore mein aaraam se mile gi.Aap wahan se is App ko Install ki jiye.

Enjoyed this article? Stay informed by joining our newsletter!

Comments

You must be logged in to post a comment.

Related Articles
About Author